Ret ke samandar me khade the tanha magar,
Tanhai ne waha saath na diya,
Garm hawao ke jhoke bahut the waha,
par in fizao ne bhi saath na diya,
Aankhe khuli to ye khaab nikla,
Hamari khud ki nigaho ne hi saath na diya.
Monday, May 26, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment